BOYS ATTITUDE POETRY | TWO LINES POETRY | TWO LINE URDU POETRY
BOYS ATTITUDE POETRY | TWO LINES | TWO LINE URDU POETRY
tang nahi karte ham un he....Aaj kal
ya baat bhi ...un he tang krti hai
waqt kharab hain
isliye khamosh hoon
sabka hisab hoga
jis din ya dimag khrab hogeya
woh mere name se nafrat karne wali
suna hai meri shayri per marti hai
kal muje muskurate dekha
Aur Aaj kehti hai wapas Aajana!
har roz hisaab karta hoon..
tere baad kuch nahi bachta,,
usko mila hi nahi mere jaisa
Loat Aayi woh duniya ka nazara karke.
phool suckh jate hain ek waqt ka baad
log badal jate hain ek waqt ke baad
apni dosti bhi tutegi ek waqt k baad
lekin vo waqt ayega meri maut ke baad
nakhre to apne bhi nahi pasand
to tum kia cheez ho?
mizaaj apna kuch aesa.
bana liya maine
kissi ne kuch bhi kaha
bus muskura diya maine.
bura to har koi hai meri jaan
Farishte na tum ho na hum.
KAAFILE main peechey
hun kuch baat hai
varna,,meri khak bhi
naa paate mere saath
chalne wale
teri Aas thi tu mila nahi!
meri jaan tujhse koi gila nahi,
boht bura hu saheb!
ap jaise Aacho se khuda bachaye.
tuh bilkul chand ki tarha hai.
nOOr bhi , Gurur bhi , Dur bhi
koi muft bhi de toh mat lena.
Dil abhi Aur Saste honge.
Hashar tak yaad rahega
Hasne walo mai woh bhi shamil thi.
jo Qabul na ho saki!
meri woh dua ho tum
jabse usne pucha kon ho tum.
tabse na jaane kon hu mai,
mujh seh pehle bhi uska koi tha.
mere baad bhi uska koi hain,
duniya kaha chup rehti hai.
kehne do jo kehti hai,
umeedein insaan seh laga kar.
shikwa kuda seh karte ho
kya jaan tum bhi kamal karte ho.
Comments
Post a Comment